Latest Story Anjani si ek ladki
First part from online magazine
This story about a girl
Ye bartan kon dhoyga. Sara kam khatm karke, khan a khilwa kar bethi hi thi ke chachi ki awaz aagae. Aur vo hamesha ki tarha bina kuch kahe bartan dhone chali gae.
Magar dil m dard hua aur usko apni zindagi ke wo khubsurat pal yad aane lage. Jab wo bahut khushgawar zindagi jeeti thi. Aakho me aaso bhare wo purani yado me kho gae.
Kitna acha din tha. Vo jab maine inter college me top kiya tha.sab kitna khush the. Ammi abbu aur me.
Utto beta college ko let ho gaogi. Nhi ammi sone do na, "utth jao meri jan aaj to bhut khas din h" nhi ammi bahut nind aa rahi h. Acha to Shairin aap ko nhi uttna. Theek h phir m college m phone karke mna kardeti hu wo first prize kisi aur ko nhi ammi me abhi ready ho jati hu. Ammi ki bat puri nhi hue thi ke Shairin utt kar beth gae. Ye hue na bat aap fresh ho jao m nashta lati hu. Ye kehkar ammi nashta lene chali gae. Aur m bathroom m. Kuch time bad ammi nashta le aae. Acha ammi aap dono aaoge na college, 'are kyu nhi aayge akhir hamari beti ko first prize jo milega. "Ham to zaroor aayge. Kya ho rha h kha jane ki tyyari h. Are aap bhul gaye abbu jayye ham apse bat nhi kare ge. Oh are aap to naraz ho gae. Ham to mazak kar rahe h. Esa ho sakta h aap hame kahe aur ham bhul Jay. Aap hamari beti nhi hmari zindagi h. Ye keh kar ammi abbu dono ne gale laga liya. OK OK ab chodo Shairin ko lete ho jaygi. Aap dono bhi to chal rahe h. Ha ham dono aayge magar thoda time bad. Lekin function shuru hone se pahle aa jayege theek h. Khuda hafiz.
Kha rehgaye ammi abbu time bhi btaya tha. Ab tak nhi aaye. Esi kashma kash m usne prize liya aur socha ghar jakar ammi se khub naraz ho jaogi.
Jab wo ghar aae ghar to bilkul khamosh tha. Wha koe nhi tha uski phikir badne lagi thi. Usne jaldi se abbu ka mobile number dail kiya. Kafi der bad kisi ne receive kiya tha.
Usne besakhta kha, "abbu aap kha ho aapne to jan nikal di jaldi ghar aao." magar udhar khamoshi thi. Kuch der bad tum Shairin ho. Ji. Aap kon Shairin ne sawal kiya. Beta aap city hospital aajao. Kyu sab khariyat h. Abbu ammi theek h aur aap kon ho. Itne sare sawal beta aap yha aajao m sab kuch btauga. Acha m tumhe lene aata hu, nhi m aajaogi. Theek h.

Aane ko keh to diya tha magar dil ajeeb andaz m dhadak rha tha. Jese kisi anhoni ka dar ho. Aur wahi hua. Jab m hospital phuchi. To pta chala ammi abbu ki gadi ka accident ho gya jab wo college aa rahe the. Dono ko bahut buri tarha chote lagi thi. Beta khud ko sabhalo ye aawaz uncle ki thi. Magar meri aakho m to adhera cha gya tha. Ro ro kar bura hal tha. Kuch der bad nurse ne aaker kha tumhe tuhare abbu ne bulaya h. Ye sunte hi me room me gae. Abbu ki halat bahut kharab thi. Magar abbu ne koshish karke mujhe samjhana shuru kiya. Beta ghabrao nhi. Me thk hu. Beta aap to bahut bahadur h. Aur agar mujhe kuch ho gya to ye uncle tumhara pura khayal rakhege. Kyu rakhogena. Ye kehkar abbu ne un uncle ki taraf dekha tha. Aur unhone bhi ha me sar hila diya tha. Ye bate karte huye abbu ki tabiyat kharab ho gae. Doctor ne hame baher nikal diya tha asoo the ke rukte hi nhi the. Etni dua e magi magar shayad meri kismet ka acha waqt wahi tham gya tha. Jab doctor ne aakar kha "Very sorry ham aapke parents ko nhi bcha paye."Aur es tarha mery puri duniya ujad gae. Abbu ki khawahish ke liye unke dost mujhe apne ghar le aaye. Mera aur koe tha bhi to nhi. Uncle bahut khayal rakhte the magar aunty shuru se hi mere rehne ke khilaf thi. Magar uncle ne mujhe apne ghar se kahi jane nhi diya kehte the. Mere dost ki amanat ho jab tak tumhari shadi nhi hogi tumhe ek acha hamsaffer nhi mil jata tum meri zimmedari ho.
Ho gya sara kam es aawaz ne mujhe yado se baher nikala tha. Hamdan aaya h. Use khana dedo. Hamdan ek acha ladka tha hamesha hasi mzak karta tha. Aur mujhe bhi khush karne ki koshish karta tha. Magar aunty ko ye bat bilkul pasand nhi thi.
Khana garm ho chuka tha. Mene sarving tre me nikala aur lejakar Hamdan ko kha khana khalo. Meri awaz par wo palta tha aur uski nigahe mere chehre par jamgae thi. Aaj phir roe ho aap ammi ne kuch kha h. Meri lal aakho se usne andaza lga liya tha. Btao na kya hua h............................
Next part after 2days.

No comments:
Post a Comment