Anjani si ek ladki online magazine
6th part of this story
This story about a girl destiny
Hamdan ne shairin se pucha kesi ho aap bas Allah ka karm h. Usne jawab diya. Ye ek restaurant tha jha Shiraz meeting attend karne gya tha. Wha Shairin ko kisi ladke ke sath dekh kar use ajeeb lga tha. Magar Shiraz se bekhabar wo dono apni hi baton m busy the.
Uncle aunty kese h. Bas wo bhi theek h. Aaj hamari yad kese aa gae aap ko, "ham to hamesha hi aap ko yad karte h" aap hi ke pas hmare liye waqt nhi h. Nhi Hamdan esi bat nhi h. Janta hu safae dene ki zarurt nhi h. Ye to waqt ki bat h, aur tumhari zid wrna 2din bad hi apne sath le jata. Jab mujhe tum mili thi.. Aur agar m us rat yha hota to ye nobat hi nhi aati. Ki koe gali ke gunde tumhe uta kar le jate. Aur na ammi ko tumhe ghar se nikalne deta. Aur na aaj ham es tarha dur hote.
Kab tak aap esi bat ka afsoos karte rahoge. Jab tak m aap ko aap ka haq aur ezzat wapas nhi dila deta, aur jab tak tumhari aakho m ek bhi aasu baqi h.
AAcha baba karte rho jo aap ko karna h me jarahi hu. Kha ere mujhe school ke liye let ho jayga. Aap mujhe se picha chudana chahti ho. Kyu Shairin ne kha. Kyu ki aaj Sunday h. Aur Shiraz ko yad aaya ki uski meeting bhi Monday ko h. Rat ko destrub rehne ki wajha se use yad nhi raha magar Shiraz apni jagha betta rha. Oh me bhul gae thi.shairin ne kha. Aap bhuli nhi thi m janta hu. Aap meri bato ki wjha se ja rahi thi hena. Aap jante h. To phir esi bate kyu karte h. Mere sath jo bhi hua wo shayad ache ke liye tha. Ab dekho na us waqt aunty ki bate dil dukhati thi. Aur ab dadi ki bate hoasla deti h. Kabhi Kabhi m sochti hu Hamdan mera ghar chodne ka fesla kitna sahi tha. Ab aunty bhi khush aur m bhi. Dadi ki shaql m mujhe phir se ek ma mil gae h. Maine zaroor koe acha kam kiya hoga jo khuda ko etna pasand aaya aur usne mujhe dobara ma jesi nemat ata kar Di. Hu kha kho gay Hamdan sahab. Aap ko khush dekh kar bahut sukoon milta h. Maine to bas yehi dua karta hu aap hamesha khush rahe. Aur....... aur kya Aur.... Aap ko ek nek dil hamsafar mile. Aur wo aapke kadmo m sari kaynat rakh de. π
ππΉπΉπΉπΉπΉπΉπΉI π
Bas bas Hamdan sahab thodi duae apne liye bhi karlo. Shairin ki es bat par Hamdan ne bas etna kha, agar ye dua puri ho gae to samjho sari tammana puri ho jaygi. Acha ji hu... Kehkar Hamdan muskurane lga.
Ashraf ki bat khatm hote hi Shiraz wha se aa gya magar dil me yhi swal gunj rha tha mujhe etna farq kyu padta h. Kyu me uske bare m jan kar gusse m aa gya kyu uski sujee roe roe si aakhe sada aasuo se dhula chehra masoom aks aaj bhi m mehsus karta hu. Kahi mere dil ko uski aarzo to nhi...................
.....................
Uncle aunty kese h. Bas wo bhi theek h. Aaj hamari yad kese aa gae aap ko, "ham to hamesha hi aap ko yad karte h" aap hi ke pas hmare liye waqt nhi h. Nhi Hamdan esi bat nhi h. Janta hu safae dene ki zarurt nhi h. Ye to waqt ki bat h, aur tumhari zid wrna 2din bad hi apne sath le jata. Jab mujhe tum mili thi.. Aur agar m us rat yha hota to ye nobat hi nhi aati. Ki koe gali ke gunde tumhe uta kar le jate. Aur na ammi ko tumhe ghar se nikalne deta. Aur na aaj ham es tarha dur hote.
Kab tak aap esi bat ka afsoos karte rahoge. Jab tak m aap ko aap ka haq aur ezzat wapas nhi dila deta, aur jab tak tumhari aakho m ek bhi aasu baqi h.
AAcha baba karte rho jo aap ko karna h me jarahi hu. Kha ere mujhe school ke liye let ho jayga. Aap mujhe se picha chudana chahti ho. Kyu Shairin ne kha. Kyu ki aaj Sunday h. Aur Shiraz ko yad aaya ki uski meeting bhi Monday ko h. Rat ko destrub rehne ki wajha se use yad nhi raha magar Shiraz apni jagha betta rha. Oh me bhul gae thi.shairin ne kha. Aap bhuli nhi thi m janta hu. Aap meri bato ki wjha se ja rahi thi hena. Aap jante h. To phir esi bate kyu karte h. Mere sath jo bhi hua wo shayad ache ke liye tha. Ab dekho na us waqt aunty ki bate dil dukhati thi. Aur ab dadi ki bate hoasla deti h. Kabhi Kabhi m sochti hu Hamdan mera ghar chodne ka fesla kitna sahi tha. Ab aunty bhi khush aur m bhi. Dadi ki shaql m mujhe phir se ek ma mil gae h. Maine zaroor koe acha kam kiya hoga jo khuda ko etna pasand aaya aur usne mujhe dobara ma jesi nemat ata kar Di. Hu kha kho gay Hamdan sahab. Aap ko khush dekh kar bahut sukoon milta h. Maine to bas yehi dua karta hu aap hamesha khush rahe. Aur....... aur kya Aur.... Aap ko ek nek dil hamsafar mile. Aur wo aapke kadmo m sari kaynat rakh de. π
ππΉπΉπΉπΉπΉπΉπΉI π
Bas bas Hamdan sahab thodi duae apne liye bhi karlo. Shairin ki es bat par Hamdan ne bas etna kha, agar ye dua puri ho gae to samjho sari tammana puri ho jaygi. Acha ji hu... Kehkar Hamdan muskurane lga.
πDekh kar tere labo par mukuraht sochta hu main
Mere malik ne tujhe fursat me trasha ho ga
Thodi der bate karke wo dono Chale gae. Magar Shiraz sochta reh gya ki kabhi kabhi kisi ki ek galti kisi dusre par kitni bhari padti h. Kitni mushkilo ka samna kiya hoga. Ek akeli ladki hello Shiraz aap yha es aawaz par uski soch khatm ho gae ye Ashraf tha uska wahi dost jo sab janta tha. Kya hua bhai aap chup kyu h. Nhi kuch nhi btao na kya hua Ashraf ne zor diya kya Soch rahe ho. Pta nhi yar jab se tum logo ne us ladki ke sath us bat ko 6 months ho gae h. Ashraf bich me hi bol gya. To 6 months se koe kitna pareshan h aap ko pta bhi h. Shiraz ko gussa aa gya tha. Dekh bhai gussa mat kar ab tu hi bta ab es bat se koe fayda h. Ya nhi. Magar Shiraz 6 months bad aaj phir tujhe ye sab kyu yad aaya. Mile ho tum us ladki se Ashraf ne swal kiya. Maine chalta hu Kehkar Shiraz jane laga tha tab Ashraf ne kha, "dekh bhai me nhi janta ke kya h. Magar jab se tune us ladki ko dekha tha tab se tera khayal wahi rehta h". Jo galti ho gae h use ham badal nhi sakte magar agar tere dil m us ladki ke liye kuch h, aur wo tujhe mili h to use dur mat jane dena mere bhai me ye sab teri khushi ke liye keh raha hu.Ashraf ki bat khatm hote hi Shiraz wha se aa gya magar dil me yhi swal gunj rha tha mujhe etna farq kyu padta h. Kyu me uske bare m jan kar gusse m aa gya kyu uski sujee roe roe si aakhe sada aasuo se dhula chehra masoom aks aaj bhi m mehsus karta hu. Kahi mere dil ko uski aarzo to nhi...................
.....................
No comments:
Post a Comment