Tuesday, 20 November 2018

How can we care parents

Hello friends we should care parents very carefully

Iook
How can we care parents.
1) parents yani  mother&father ye dono  rab ka diya hua ek anmol tofa h.  enki care ase hi karni chahiye.  jese aap kisi behad pyari things ki karte ho.  magar yad rahe mother and father koe thing nhi h.
2)khuda ne parents ke liye a words h oops ko bhi use karne se mna kiya h.
3)Bachpan me jab ham kisi thing ke liye zid karte the to parents hame jhedakte nhi  the balke wo hmare liye us thing ko lane ki koshish karte the vese hi hame bhi koshish karni chahiye.

Me aap ko ek story ka example deta hu.
EEk. Cople tha unke ek beta tha.  vo log uski bahut care karte the. magar apne parents ki achchi care nhi karte the.  unko purane bartano m khana sarve karte the. Bata chota tha magar sab dekh rha tha.
Ek din vo aya jab vo bda hogya. Aur uske parents old ho gaye. Ab us bete ne ye kam kiya. Jab wo apne parents ko khana dena chahat tha to wo wahi bartan leaaya.  jisme uske parents aapne parents ko khana dete the. Jab undono ne dekha to heran ho gaye Aur sawal kiya. To usne jawab diya maa old logo ko ese hi khana diya jata h. Me bhi vo hi karrha hu jo aapne aapne parents ke sath kiya h.
Es story se hame ye learning milti h ke jesa ham aapne parents ke sath karege. chahe  achcha ho ya bura hamare sath vasa hi hoga. Agar un logo ne acha behaviour kiya hota. to unke children bhi unke sath achcha behaviour karte.

I  request you all people & families please aapne parents ke sath achcha behave kariye.


Ye parents hi the jihone aapni zindagi apni khushya hamare liye choddi. Ye jo jism me kapkpaht h ye hari parvarish ki vajha h. Mujhe bhut afsos hota h.  jab m ye dekhta hu ke ye janresh apni duniya m mast h.
Aur parents apni bimariyo me. Agar ham log pyar Aur attachments ke sath en parents ki care kare.  to shayad.  en logo ko kabhi bimar ho hi na pade.
So friends aap apni family apne parents and buzurg logo ka pyar ke sath care kro. I hope aap ke parents aur aap bhi all time happy rhoge wish you all the best for your future and your family. Thank you




From    zindagi live 

No comments:

Post a Comment